Humse ka bhool hui jo
yeh saza hamka mili
Humse ka bhool hui jo
yeh saza hamka mili
Ab to chaaron hi taraf
band hai duniya ki gali
Humse ka bhool hui jo
yeh saza hamka mili
Dil kisi ka na dukhe
humne bas itna chaaha
Paap se door rahe,
jhooth se bachna chaaha
Paap se door rahe,
jhooth se bachna chaaha
Uska badla yeh mila ulti
chhuri hum pe chali
Ab to chaaron hi taraf
band hai duniya ki gali
Humse ka bhool hui jo
yeh saza hamka mili
Hum pe ilzam yeh hai
chor ko kyun chor kaha
Kyun sahi baat kahi,
kaahe na kuchh aur kaha
Kyun sahi baat kahi,
kaahe na kuchh aur kaha
Yeh hai insaaf tera wah re daata ki gali
Ab to chaaron hi taraf
band hai duniya ki gali
Humse ka bhool hui jo
yeh saza hamka mili
Ab to imaan dharam ki koi keemat hi nahi
Jaise sach bolane waalon
ki zaroorat hi nahi
Jaise sach bolane waalon
ki zaroorat hi nahi
Aisi duniya se to duniya
teri veeran bhali
Ab to chaaron hi taraf
band hai duniya ki gali
Humse ka bhool hui jo
yeh saza hamka mili
Humse ka bhool hui jo
yeh saza hamka mili