Song : Humse Ka Bhool Hui
Album : Janta Hawaldar (1979)
Singer : Anwar
Humse ka bhool hui
Joh yeh saza hamka mili
Humse ka bhool hui
Joh yeh saza hamka mili
Ab toh chaaron hi taraf
bandd hai duniya ki gali
Humse ka bhool hui
###MusiC###
Dil kisi ka na dukhe
Humne bas itna chaha
Paap se door rahe,
Jhooth se bachna chaha
Paap se door rahe,
Jhooth se bachna chaaha~~~
Uska badla yeh mila
Ulti chhuri hum pe chali
Ab to chaaron hi taraf
Bandd hai duniya ki gali
Humse ka bhool hui
Joh yeh saza hamka mili
###Music###
Hum pe ilzam yeh hai
Chor ko kyun chor kaha
Kyun sahi baat kahi,
Kaahe na kuch aur kaha
Kyun sahi baat kahi,
Kaahe na kuchh aur kaha~~~
Yeh hai insaaf tera
Wah re daata ki gali
Ab to chaaron hi taraf
Bandd hai duniya ki gali
Humse ka bhool hui
Joh yeh saza hamka mili
###muSIc###
Ab to imaan dharam
Ki koi keemat hi nahi
Jaise sach bolne waa^lon Ki
Zaroorat hi nahi
Jaise sach bolne waa^lon Ki
Zaroorat hi nahi
Aisi duniya se toh
Duniya teri Veeran bhali
Ab to chaaron hi taraf
Bandd hai duniya ki gali
Humse ka bhool hui
Joh Yeh saza hamka mili
Humse ka bhool hui
Joh yeh saza hamka mili
###Music###
Thokrein hum ko kabool
Raha kisiko mil Jaye
Hum hue zakhmi toh kya
Duje ka gulshan khil jaye
Hum hue zakhmi toh kya
Duje ka gulshan khil jaye
Daag sab humko miley
Yaar ko sab phool kali
Daag sab humko miley
Yaar ko sab phool kali
Zindagani ki shama
Bujhke agar reh jaye
Yeh samajh lenge ke hum
Aaj kisi kaam aye
Yeh samajh lenge ke hum
Aaj kisi kaam aye
Jyot apni jo bujhi
Yaar ke Jeevan mein jalein
Jyot apni jo bujhi