Humse ka bhool hui
jo yeh saza hamka mili
Humse ka bhool hui
jo yeh saza hamka mili
Ab to chaaron hi taraf
band hai duniya ki gali
Humse ka bhool hui
jo yeh saza hamka mili
Dil kisi ka na dukhe
humne bas itna chaaha
Paap se door rahe,
jhooth se bachna chaaha
Paap se door rahe,
jhooth se bachna chaaha
Uska badla yeh mila
ulti chhuri hum pe chali
Ab to chaaron hi taraf
band hai duniya ki gali
Humse ka bhool hui
jo yeh saza hamka mili
Hum pe ilzam yeh hai
chor ko kyun chor kaha
Kyun sahi baat kahi,
kaahe na kuchh aur kaha
Kyun sahi baat kahi,
kaahe na kuchh aur kaha
Yeh hai insaaf tera
wah re daata ki gali
Ab to chaaron hi taraf
band hai duniya ki gali
Humse ka bhool hui
jo yeh saza hamka mili
Ab to imaan dharam
ki koi keemat hi nahi
Jaise sach bolane waa
lo ki zaroorat hi nahi
Jaise sach bolane waa
lo ki zaroorat hi nahi
Aisi duniya se to duniya
teri veeran bhali
Ab to chaaron hi taraf band hai
duniya ki gali
Humse ka bhool hui
jo yeh saza hamka mili
Humse ka bhool hui
jo yeh saza hamka mili