menu-iconlogo
logo

Mohabbat Ab Tijarat Ban Gayi Hai

logo
Paroles
mohabbat ab tijaarat ban gayi hai

tijaarat ab mohabbat ban gayi hai

mohabbat ab tijaarat ban gayi hai

tijaarat ab mohabbat ban gayi hai

mohabbat ab tijaarat ban gayi hai

tijaarat ab mohabbat ban gayi hai

kisi se khelna phir chhod dena

kisi se khelna phir chhod dena

khiloono ki tarha dil tod dena

haseenon

haseenon ki ye aadat ban gayi hai

mohabbat ab tijaarat ban gayi hai

tijaarat ab mohabbat ban gayi hai

kabhi tha naam iska bewafaai

kabhi tha naam iska bewafaai

magar ab aajkal ye behayaaii

sharifon ki sharaafat ban gayi hai

tijaarat ab mohabbat ban gayi hai

mohabbat ab tijaarat ban gayi hai

tijaarat ab mohabbat ban gayi hai

kisi mandir ki murat thi kabhi ye

kisi mandir ki murat thi kabhi ye

badi hi khoobsurat thi kabhi ye

magar kyaaa magar kya

iski surat ban gayi hai

mohabbat ab tijaarat ban gayi hai

tijaarat ab mohabbat ban gayi hai

mohabbat ab tijaarat ban gayi hai

tijaarat ab mohabbat ban gayi hai

Mohabbat Ab Tijarat Ban Gayi Hai par Anwar Hussain/Asha Bhosle - Paroles et Couvertures