Yun Zehar zindagi ka
Piye ja raha hoon main
Yun zehar zindagi ka
piye ja raha hoon main
Jaise koi gunah kye ja raha hoon main
Yun Zehar zindagi ka
Piye ja raha hoon main
Apnon se koi shikwa na
gairon se kuch gila
Meri khata thi ke jiski mili
hai mujhe sazaa,
Marne ki arzoo mein
jiye ja raha hoon main
Jaise koi-ii gunah
kiye ja raha hoon main
Yun zehar zindagi ka
piye ja raha hoon main
Dil ke chaman mein ab na kabhi
aaegi bahar
Dil ke chaman mein ab na kabhi
aaegi bahar
veeraan raston pe kare kis ka intazaar
Dil ko magar fareb
diye ja raha hoon main
Jaise koi-ii gunah
kiye ja raha hoon main
Yun zehar zindagi ka
piye ja raha hoon main
Dunya ko dil ke daag dikhane se faida
Barbadiyon ka jashn manane se faida
Apne labon ko khud hi
siye ja raha hoon main
Jaise koi-ii gunah
kiye ja raha hoon main
Yun zehar zindagi ka