menu-iconlogo
logo

Mohabbat Ab Tijarat Ban Gayi Hai

logo
Paroles
Mohabbat ab tijarat ban gayi hai

Tijarat ab mohabbat ban gayi hai ( 3)

Kisi se khelna phir chhod dena

Kisi se khelna phir chhod dena

Khilauno ki tarah dil tod dena

Hasino, hasino ki yeh adat ban gayi hai

Mohabbat ab tijarat ban gayi hai

Tijarat ab mohabbat ban gayi hai

Kabhee tha nam isaka bewafai 2

Magar ab aaj kal ye behayai

Sharifo ki sharafat ban gayi hai

Tijarat ab mohabbat ban gayi hai

Mohabbat ab tijarat ban gayi hai

Tijarat ab mohabbat ban gayi hai

Kisi mandir ki murat thi kabhi ye 2

Badi khubsurat thi kabhi ye

Magar kya, magar kya

iski surat ban gayi hai

Mohabbat ab tijarat ban gayi hai

Tijarat ab mohabbat ban gayi hai ( 2)

Mohabbat Ab Tijarat Ban Gayi Hai par Anwar - Paroles et Couvertures