do naina aur ek kahaani
do naina aur ek kahaani
thoda sa baadal
thoda sa paani
aur ek kahaani
do naina aur ek kahaani
thoda sa baadal
thoda sa paani
aur ek kahaani
do naina aur ek kahaani
chhoti si do
jheelon mein wo
behti rehti hai
hooo chhoti si do
jheelon mein wo
behti rehti hai
koi sune
yaa naa sune
kehti rehti hai
kuchh likh ke aur
kuchh zubaani
hooo
thoda sa baadal
thoda sa paani
aur ek kahaani
do naina aur ek kahaani
thodi si hai
jaani huyi
thodi si nayi
hooo thodi si hai
jaani huyi
thodi si nayi
jahaan ruke
aansoo wahin
poori ho gayi
hai to nayi
phir bhi hai puraani
hooo
thoda sa baadal
thoda sa paani
aur ek kahaani
do naina aur ek kahaani
ik khatam ho
to doosri
raat aa jaati hai
hooo ik khatam ho
to doosri
raat aa jaati hai
honthon pe phir
bhuli huyi
baat aa jaati hai
do nainon ki hai ye kahaani
hooo
thoda sa baadal
thoda sa paani
aur ek kahaani
do naina aur ek kahaani