tere samne aja nese
ye dil mera dhadka hain
ye galti nahi hain teri
kasur najar ka hain
tere samne aja nese
ye dil mera dhadka hain
ye galti nahi hain teri
kasur najar ka hain
jis baat ka tujhko daar hain
wo karke dikha doonga
aise na mujhe tum dekho
sine se laga loonga
tum ko main chura tumse
dil main chupa loonga
aise na mujhe tum dekho
sine se laga loonga
tum ko main chura tumse
dil main chupa loonga
tumse pahele
tumsa koi
hamne nahi dekha
tumse pahele
tumsa koi
hamne nahi dekha
tumhe dekhtehi
maar jayenge
ye nahi tha socha
baho men teri meri
ye raat theher jaye
tujhmen kahi pe meri
subha bhi gujar jaaye
baho men teri meri
ye raat theher jaye
tujhmen kahi pe meri
subha bhi gujar jaaye
jis baat ka tujhko daar hain
wo karke dikha doonga
aise na mujhe tum dekho
sine se laga loonga
tum ko main chura tumse
dil main chupa loonga
aise na mujhe tum dekho
sine se laga loonga
tum ko main chura tumse
dil main chupa loonga
dil main jage
jaaz baaton ko
hamne nahi roka
dil main jage
jaaz baaton ko
hamne nahi roka
teri odh badhe
kadmo ko bhi
hamne nahi toka
tere saath pe chani ko bhi
aram samhalta hain
doob ke tujhme hi to
dil ye samhalta hain
tere saath pe chani ko bhi
aram samhalta hain
doob ke tujhme hi to
dil ye samhalta hain
jis baat ka tujhko daar hain
wo karke dikha doonga
aise na mujhe tum dekho
sine se laga loonga
tum ko main chura longa tumse
dil main chupa loonga
aise na mujhe tum dekho
sine se laga loonga
tum ko main chura longa tumse
dil main chupa loonga
(dil main chupa loonga)