Ghar se nikalte hi
Kuchh door chalte hi
Raste mein hai uska ghar
Pehli dafaa maine
Jab usko dekha tha
Saansein gaai yea thehar
Rehti hai dil mein mere
Kaise bataaun usse
Main to nahi keh sakaa
Koi bata de usse
Ghar se nikalte hi
Kuchh door chalte hi
Raste mein hai uska ghar
Uski gali mein hai dhali
Kitni hi shamein meri
Dekhe kabhi wo jo mujhe
Khush hoon main itne mein hi
Maine tareeke sau aazmaaye
Jake use naa.. kuchh bol paye
Baithe rahe hum raat bhar..
Jo pass jata hoon Sab bhul jata hoon
Milti hai jab ye nazar
Ghar se nikalte hi
Kuchh door chalte hi
Raste mein hai uska ghar
Kal jo mile wo raahon mein
To main usse rok loon
Uske dil mein kya hai chhipa
Ik baar main puchh loon
Par ab wahaan wo, rehti nahi hai
Maine suna hai.. wo ja chuki hai
Khali pada hai ye shehar..
Main phir bhi jata hoon
Sab dohrata hoon
Shayad mile kuch khabar
ho.. hmm..
Ghar se nikalte hi
Kuchh door chalte hi
Raste mein hai uska ghar