Chehre mein tere
Khud ko main, dhundu
Aankhon ke, darmiyan
Tu ab hai, iss tarah
Khwabo ko bhi jagah, na mile
Yeh mausam ki barish
Yeh baarish ka paani
Yeh paani ki boondein
Tujhe hi toh dhundein
Yeh milne ki khwaahish
Yeh khwaahish purani
Ho puri tujhi se
Meri yeh kahani
Na na na.. Na na na....
Hawaon se tera, pata puchta hoon
Ab toh aaja, tu kahi se
Parindon ki tarah
Yeh dil hain, safar mein
Tu mila de, zindagi se
Bas itni iltja
Tu aake ikk dafa
Jo dil ne, na kaha
Jaan le...
Yeh mausam ki baarish
Yeh baarish ka paani
Yeh paani ki boondein
Tujhe hi toh dhundein
Yeh milne ki khwaahish
Yeh khwaahish purani
Ho puri tujhi se
Meri yeh kahani
Na na na.. Na na na....