yea yea ya ya ya ya
yea yea ya ya ya ya
yaa ya aa aa aa aaa
dil ki maangein
thodi thi kam
har dua bhi
thodi maddham
tumne kandhe pe
sar jhukaya jab
jaise dargaah pe
baandhe dhaage tab
bina maange hi
mill gaya hai sab
meherbaan hua hua
meherbaan hua hua
meherbaan hua
meherbaan hua rab
meherbaan hua
meherbaan hua rab
duaa rang rangiya yun malang
laal laal rang rooh ki patang
baandhi tere sang
tab hi to laga
meherbaan hua rab
oo din ye sehre saans jaan
meherbaan hua rab
yea yea ya ya ya ya
yea yea ya ya ya ya
yaa ya aa aa aa aaa
haathon ko tere apne
haathon mein le leti hoon
ke takdeerein
apni saari padh loon
aankhon mein tere chhupte
armaan main dhoondhta hoon
bas tu soche
aur poore main kar doon
abhi abhi to
hum adhoore the
poore ho gaye tere rubaru
oo oo ye bhi dikhe na
kahan main khatam
kahan tu shuru
aankhein teri
girti hain jab
ab to neendein
aati hai tab
humko lagta hai
kuchh dinon se ab
tu ibaadat hai
tu hi hai mazhab
bewajah kaise kyun
kahan aur kab
meherbaan hua hua
meherbaan hua hua
meherbaan hua
meherbaan hua rab
meherbaan hua
meherbaan hua rab
aa oo oo oo
oo oo oo
rab ne banaya sabko
par kaun bataye rab ko
mar ke tumpe
hum saans lete hain
rab se karun jo duvayen
ab ye to jee tak jayen
tu jo sun le
to sunta ye rabb hai
jane na jahan
jane hai kahan
mili thi meri teri
haan mein haan
sochun main ye hi
tujhsa kahin
nahin hai nahin
meri raahein
aayen tujh tak
iss janam se
har janam tak
wakt ko roken aa
zara sa ab
usko samjha dein
ishq ka matlab
chhod ke zidd ye
maan lega ab
meherbaan hua hua
meherbaan hua hua
meherbaan hua
meherbaan hua rab
meherbaan hua
meherbaan hua rab
meherbaan hua
meherbaan hua rab