menu-iconlogo
logo

Kitaben Bahut Si

logo
Paroles
kitaaben bahot si

padhi hongi tumne

magar koi chehra bhi

tumne padha hai

padha hai meri jaa

nazar se padha hai

bata mere chehre pe

kya kya likha hai

kitaaben bahot si

padhi hongi tumne

magar koi chehra bhi

tumne padha hai

padha hai meri jaan

nazar se padha hai

bata mere chehre pe

kya kya likha hai

umangen likhi hai

jawaani likhi hai

tere dil ki saari

kahaani likhi hai

hooo umangen likhi hai

jawaani likhi hai

tere dil ki saari

kahaani likhi hai

kahin haal e dil bhi

sunaata hai chehra

naa bolo to phir bhi

bataata hai chehra

ye chehra haqeeqat mein

ik aainaa hai

bata mere chehre pe

kya kya likha hai

kitaaben bahot si

padhi hongi tumne

magar koi chehra bhi

tumne padha hai

padha hai meri jaan

nazar se padha hai

bata mere chehre pe

kya kya likha hai

lala la la lala

lala la la lala

lala la lala la

lala la lala la

agar hum kahen

humko ulfat nahin hai

kahogi bhi kaise

muhabbat nahin hai

agar hum kahen

humko ulfat nahin hai

kahogi bhi kaise

muhabbat nahin hai

bade aaye chehre pe

ye marne waale

dikhaave ka ehde wafaa

karne waale

dikhava nahin pyaar ki intehaa hai

bata mere chehre pe

kya kya likha hai

kitaaben bahot si

padhi hongi tumne

magar koi chehra bhi

tumne padha hai

padha hai meri jaan

nazar se padha hai

bata mere chehre pe

kya kya likha hai