
Ajnabi Shehar Mein Ajnabi Raste
ajnabee shehar mein
ajnabee raaste
meri tanhaayi par
muskurate rahe
ajnabee shehar mein
ajnabee raaste
meri tanhaayi par
muskurate rahe
main bahot der tak
yunhi chalta raha
main bahot der tak
yunhi chalta raha
tum bahot der tak
yaad aate rahe
ajnabee shehar mein
ajnabee raaste
meri tanhaayi par
muskurate rahe
zehar milta raha
zehar peete rahe
roz marte rahe
roz jeete rahe
zehar milta raha
zehar peete rahe
roz marte rahe
roz jeete rahe
zindagi bhi humen
aazmati rahi
zindagi bhi humen
aazmati rahi
aur hum bhi use
aazmate rahe
ajnabee shehar mein
ajnabee raaste
meri tanhaayi par
muskurate rahe
zakhm jab bhi koi
zehn o dil par laga
zindagi ki taraf
ek darichaa khula
zakhm jab bhi koi
zehn o dil par laga
zindagi ki taraf
ek darichaa khula
hum bhi doya kisi
saaz ke taar hain
hum bhi doya kisi
saaz ke taar hain
chot khaate rahe
gungunaate rahe
ajnabee shehar mein
ajnabee raaste
meri tanhaayi par
muskurate rahe
Ajnabi Shehar Mein Ajnabi Raste par Ashok Khosla - Paroles et Couvertures