[m] Khwaab hai tu.. neend hu main..
Do`no mile.. raat bane..
Roz yehi.. maangu dua..
Te`ri me`ri..
baat bane.. baat bane.....
â©
Main rang sharbato ka
Tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbato ka
Tu meethe ghaat ka paani
Mujhe khud mein ghol de to..
Mere yaar baat ban jaa~ni..
[f] Rang sharbato ka
Tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbato ka
Tu meethe ghaat ka paani
Mujhe khud mein ghol de to..
Mere yaar baat ban jaa~ni..
[m] Rang sharbato ka
Tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbato ka
Tu meethe ghaat ka paani..
(O yaara tujhe pyaar ki batiyaa
kya samjhawa jaag ke ratiya roz bitaawa
Isse aage ab main~ kya kahu
O yaara tujhe bolti aakhiya sadke jawaa
Maang le pakiya aaj duawaa
Isse aage ab main kya kahu)
::: ð¹ :::
[f] Maine~ to dhee`re se,
neendo ke dhaa`ge se,
Baandha hai khwaab ko te`re..
Main na~ jahaa chaahu
Na aasmaa chaahu
Aaja hisse mein tu me`re..
[m] Tu dhang chaahato ka..
Main jaise koi nadaani
Tu dhang chaahato ka..
Main jaise koi nadaani
Mujhe khud se jod de` to..
Mere yaar baat ban jaani..
Rang sharbato ka
Tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbato ka
Tu meethe ghaat ka paani
Mujhe khud mein ghol de to..
Mere yaar baat ban jaa~ni..
Rang sharbato ka
Tu meethe ghaat ka paani
[f] Tere khayalo se,
tere khayalo tak,
Mera to hai~ aana jaana..
Mera to jo` bhi hai
Tu hi tha tu~ hi hai
Baaki~ jahaa~ hai begaana..
[m] Tum ek musafir ho..
Main koi raah anjaani
Tum ek musafir ho..
Main koi raah anjaani
Mann chaaha mod de to..
Mere yaar baat ban jaa~ni..
Rang sharbato ka
Tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbato ka
Tu meethe ghaat ka paani
Mujhe khud mein ghol de to..
Mere yaar baat ban jaani..
Rang sharbato ka
Tu meethe ghaat ka paani
(O yaara tujhe pyaar ki batiyaa
kya samjhawa jaag ke ratiya roz bitaawa
Isse aage ab main kya kahu
O yaara tujhe bolti aakhiya sadke jawaa
Maang le pakiya aaj duawaa
Isse aage ab main kya kahu)
=====================