menu-iconlogo
huatong
huatong
bandish-projekt-antariksh-cover-image

Antariksh

Bandish Projekthuatong
pat658huatong
Paroles
Enregistrements
Wo thi dhool taro ki lipat chuki thi antariskh leen thi anant mai wo

Khud bhi thi anat he shurwat hi na thi usko na tha

Koi aunt khudse itna prem tha wo khudko na rakhi alag

Tim timati roshni thi har taraf jhapakti jub palak andhero ko chupake

Wo dekhati bus chamak keheti hai sub isharose per na

Pate hum samaj khelti wo bhavnase, uske bhaav unginat

Sub guno se thi wo chanchal sub guno se thi alipt dikhi roopse

Vichitra per swaroopse vipereet uska chittra hai

Aakash mai utti shikti ki tarang charitra shudh saaf

Usko bhed na pasand

Wo jaanti hai prem ko na rang

Jaati varna tarah tarah ke parvato per ghomti thi nagna yeh wo

Hai jiska aap jaag kar bhi dekhe swapna pracheen kaal ke muni bhi

Thak chuke the karke warnan

Gupt se prakatti wo prakat mai rehti gupt uss gupt ki talash mai

Rahasya bunte shabh bunke prakriti wo

Nutti roop bhina bhina kalpana ke jeev bunke kaati yoniyoke chakra

Akash nigal ke bhi bachi ek shakti jo avinash kabhi na dhalti

Steerta mai nachti toofan sub

Jalake karti rakh usko chu na sakti aag

Jal mai ghulke rang aakar baldali fir bhi nirvikaar

Nirang, nijaranjan uski chetna ka mool staan agyan vrutti ke vikarar

Hatake dekhti prakash akarshit karti pass

Wo leti kitakoke pran kabar ke

Murda lasho ko bhi deti zindagi ka bhas

Bahake bhav karti hai rudai se sampark nadi ke tez prabhav se katke

Badhte chikne kankad netra kanti karti

Harkat bijli se bhi tez uska roop hai prakashta sao

Surajo ka tej

Davantage de Bandish Projekt

Voir toutlogo

Vous Pourriez Aimer