Chhoomantar.. Chhoomantar..
Chhoomantar.. Chhoomantar..
Choomantar ho
Aaja chal gum ho jaayein
Choomantar ho
Khud se hi khud kho jaayein
Choomantar ho
Nazaron mein hum na aayein
Dhoonde jahaan
Hum bhi na jaane hum hain kahaan
Chhoo le zameen se wo aasmaan
Chal lo re lo re lo re O re
chalo re o re
What is wrong. lemme do..
(Are you ready for this) 4
Thodi si yaari yaara raahon se nibha le
Apne pe bhi to kabhi apni chala le
Thodi si yaari yaara raahon se nibha le
Apne pe bhi to kabhi apni chala le
Hum chalein kahin
Aawara ho kar naape zameen
Hum dhoonde kahin
Kuch aisa jo khoya hi nahi
Choomantar ho
Aaja chal gum ho jaayein
Choomantar ho
Khud se hi khud kho jaayein
Choomantar ho
Nazaron mein hum na aayein
Ho choo mantar!
Ho choo mantar!
Palkon ki daali pe jo sapne lage hain
Khwahishon ki garmi se
wo pakne lage hain
Palkon ki daali pe jo sapne lage hain
Khwahishon ki garmi se
wo pakne lage hain
hmm.. ruko zara,
Dekhen to kya hai ye ma a
hmm.. sabhi tarah
Khwahishon se hai ye dil bhara
Choomantar ho
Aaja chal gum ho jaayein
Choomantar ho
Khud se hi khud kho jaayein
Choomantar ho
Nazaron mein hum na aayein
Dhoonde jahaan
Hum bhi na jaane hum hain kahaan
Chhoo le zameen se wo aasmaan
Chal lo re lo re lo re O re
chalo re o re
Chhoomantar.. Chhoomantar..
Chhoomantar.. Chhoomantar..