menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Kabhi kisiko mukammal jahan nahi

Bhupinder Singh/Lata Mangeshkarhuatong
biancal1huatong
Paroles
Enregistrements
Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta

Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta

Kahin zameen to kahin aasman nahin milta

Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta

Jise bhi dekhiye

Woh apne aap mein ghum hai

Jise bhi dekhiye

Woh apne aap mein ghum hai

Zuban mili hai magar

hum zuban nahin milta

Zuban mili hai magar

hum zuban nahin milta

Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta

Bujha saka hai bhala kaun waqt ke shole

Bujha saka hai bhala kaun waqt ke shole

Yeh aisi aag hai jismein

dhuaan nahin milta

Yeh aisi aag hai jismein

dhuaan nahin milta

Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta

Tere jahan mein

Aisa nahin ki pyaar na ho

Tere jahan mein

Aisa nahin ki pyaar na ho

Jahan ummeed ho iski wahan nahin milta

Jahan ummeed ho iski wahan nahin milta

Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta

Kahin zameen to kahin aasman nahin milta

Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta

Davantage de Bhupinder Singh/Lata Mangeshkar

Voir toutlogo

Vous Pourriez Aimer

Kabhi kisiko mukammal jahan nahi par Bhupinder Singh/Lata Mangeshkar - Paroles et Couvertures