Zara Zara Behekta Hai
Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon
Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein
Zara Zara Behekta Hain
Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon Mujhe
Bhar Le Apni Baahon Mein
Hai Meri Kasam Tujhko
Sanam Door Kahin Na Jaa
Yeh Doori Kehti Hain
Paas Mere Aaja Re
Yuhi Baras Baras Kaali Ghata Barse
Hum Yaar Bheeg Jaaye
Is Chaahat Ki Baarish Mein
Meri Khuli Khuli Lato Ko Suljaaye
Tu Apni Ungliyon Se
Main To Hoon Isi Khwaayish Mein
Sardi Ki Raaton Mein
Hum Soye Rahe Ek Chaadar Mein
Hum Dono Tanha Ho
Na Koi Bhi Rahe Is Ghar Mein
Zara Zara Behekta Hain
Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon
Mujhe,Bhar Le Apni Baahon Mein