menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Shyama Aan Baso Vrindavan Mein

Chetna Shuklahuatong
pimpetteangel626huatong
Paroles
Enregistrements
Shree radhe

Shree krishna shyam shree radhe shree krishna

Shyam

Shyama aan baso vrindavan mein meri umar bit

Gai gokul mein shyama

Aan baso vrindavan mein meri umar bit gai

Gokul mein shyama

Aan baso vrindavan mein meri umar bit

Gai gokul mein shyama aan

Baso vrindavan mein meri umar bit

Gai gokul mein

Shyama aan baso vrindavan mein

Shyama raste mein baag bana jana

Phool binungi teri mala ke liye

Shyama

Raste mein baag bana jana phool binungi teri

Mala ke liye teri baat niharu kunjan mein

Teri baat niharu kunjan main meri umar

Bit gai gokul main

Shyama aan baso vrindavan mein

Shyama aan baso vrindavan

Mein meri umar bit gai gokul mein

Shyama aan baso vrindavan mein

Shayama raste main kuaan khudwa jana

Main to nir bharungi tere liye shayama

Raste main kuaan khudwa jana main to nir

Bharungi tere liye main

Tujhe nehlaungi mal malke main

Tujhe nehlaaungi mal mal ke meri umar

Bit gai gokul mein shyama aan baso

Vrindavan mein meri umar bit gai gokul mein

Shyama aan baso

Vrindavan mein meri umar bit gai gokul mein

Shyama murli

Madhur suna jana mohe aake darsh dikha jana

Meri madhur

Suna jana mohe aake darsh dikha jana

Teri surat basi hai akhiyan main

Teri surat basi hai

Ankhian mein meri umar bit gai gokul mein

Shyama aan baso vrindavan mein

Shyama aan baso vrindavan mein

Meri umar bit gai gokul mein

Shyama aan baso vrindavan mein

Shyama brindavanme aa jaana aakar ke raas

Racha jana shyama brindavanme aa jaana aakar

Ke raas racha jana suni gokul ki galiyan mein

Suni gokul ki galiyan main meri umar bit gai

Gokul main shyama aan baso vrindavan mein

Shyama aan

Baso vrindavan mein

Shyama makhan churane aa jana aakar

Ke dahi bikhara

Jana shyama makhan churane aa jana

Aakar ke

Dahi bikhra jana bas aap raho mere mann mein

Bas aap raho mere mann mein meri umar

Bit gai gokul mein

Shyama aan baso vrindavan mein meri umar

Bit gai gokul mein shyama aan baso

Vrindavan mein meri umar bit gai

Gokul mein shyama aan baso vrindavan

Mein meri umar bit gai

Gokul mein shyama

Aan baso vrindavan mein

Meri umar bit gai gokul mein

Shyama aan baso

Vrindavan mein meri umar bit gai gokul mein

Shyama aan baso vrindavan mein

Davantage de Chetna Shukla

Voir toutlogo

Vous Pourriez Aimer

Shyama Aan Baso Vrindavan Mein par Chetna Shukla - Paroles et Couvertures