Dil sunta hai teri sada
Aa rubaru ab toh zara
Bechain si meri zindagi
Sun kar teri yeh dastaan
Jeena mera aasan kar
Tu milke yeh ehsaan kar
Kahin kho gaya
Chain aur sukunn
Tere dard ko ab jaan kar
Jaaniya
Oo jaaniya
Bas roye dil mera
Ansoo palkon pe
Nahin hai bewajaa
Dil hai gum sada jaaniya
Tujhe paa liya ya kho diya
Iss baat par dil ro diya
Ke chaah kar tu na aa sake
Tu waqt hai guzra huaaaa
Tujhe rakh liya in yaadon ne
Ek phool sa kitabon me
Iss dil me tu rahega sada haa
Aur mehkega in sanson mein
Raaton mein tu jal jata hai
Chehre mein tu dhal jata hai
Tara hai tu mujh mein toota saa
Neendon se jaga deta hai
Palko ko bhigo deta hai
Dariya hai tu mujh me dooba saa
Har waqt khwabon ki tarah
Tu aata rahaaaa
Jaaniya
Oo jaaniya
Din kya raat kya
Ahat ho koi
Lagta hai sadaa
Ke tu hai wahan jaaniya
Jaaniya
Oo jaaniya
Bas roye dil mera
Aansoo palkon pe
Nahin hai bewajaa
Dil hai gum sada jaaniya