Yeh baat kuch uss samay ki hai
Jisme mata kunti bhagwaan shri krishna ji se vipatti maangti hai
Kehti hai heyprabhu mujhe toh sirf vipatti dedo
Kyuki vipatti hi prabhu milan ki sachhi sampatti hai
Agar mere jivan mei vipatti rahegi
Toh shyad mei aapke naam ke smaran ko kabhi bhulungi nhi
Aur aapka darshan mujhe hamesha hota rahega
Isliye mujhe aisi vipatti do
Ki jisme mei sada aapke darshan paa saku
Aur koi bhagwaan se vipatti maange
Jo unke khajane mei hai hi nahi
Kaha se denge thakur ji
Sukh dukh toh apne karmo ka hi fal hai na
Toh isliye aaiye
Dukh hi maanav ki sampatti hai
Fir dukh se kyu ghabrata hai
Dukh hi maanav ki sampatti hai
Fir dukh se kyu ghabrata hai
Dukh hi maanav ki sampatti hai
Fir dukh se kyu ghabrata hai
Aree dukh hi maanav ki sampatti hai
Fir dukh se kyu ghabrata hai
Dukh aaya bhi toh jaayega
Dukh aaya bhi toh jaayega
Sukh aaya bhi toh jaayega
Sukh aaya bhi toh jaayega
Dukh jaayega toh sukh dekar
Dukh jaayega toh sukh dekar
Sukh jayega toh dukh dekar
Sukh jayega toh dukh dekar
Toh hai murakh maanav
Dukh jaayega toh sukh dekar
Aur sukh jayega toh dukh dekar
Sukh dekar jaane wale se
Sukh dekar jaane wale se
Sukh dekar jaane wale se
Sukh dekar jaane wale se
Yeh maanav kyu ghabrata hai
Dukh hi maanav ki sampatti hai
Fir dukh se kyu ghabrata hai
Dukh hi maanav ki sampatti hai
Fir dukh se kyu ghabrata hai
Sukh mei toh vyasan pramaad bhare
Sukh mei toh vyasan pramaad bhare
Dukh purusaarth samaya
Dukh purusaarth samaya
Dukh bhi jwala mei pakad kar hi
Dukh bhi jwala mei pakad kar hi
Kundan sa tel jhalkata hai
Dukh hi maanav ki sampatti hai
Fir dukh se kyu ghabrata hai
Dukh hi maanav ki sampatti hai
Fir dukh se kyu ghabrata hai
Dukh hi maanav ki sampatti hai
Fir dukh se kyu ghabrata hai
Dukh hi maanav ki sampatti hai
Fir dukh se kyu ghabrata hai
Dukh hi maanav ki sampatti hai
Fir dukh se kyu ghabrata hai