Hm.. bholi si surat
aankhon mein masti
aai haai
Arre bholi si surat
aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye
aai haai
Ek jhalak
dikhlaaye kabhi
Kabhi aanchal
mein chhup jaaye
aai haai
Meri nazar
se tum dekho to
yaar nazar voh aaye
Bholi si surat
aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye
aai haai
Ek jhalak dikhlaaye kabhi
Kabhi aanchal
mein chhup jaaye
aai haai
Meri nazar se tum
dekho to yaar
nazar voh aaye
Bholi si surat,
aankhon mein masti,
aai haai
Mm mm mm mm mm
la la la la la la
Aa aa aa aa aa aa
la la la la la la
Aa aa aa aa aa aa
la la la la la la la
Hm... ladki nahin
hai voh jaadu hai
aur kaha kya jaaye
Raat ko
mere khwaab mein aayi
voh zulfein bikhraaye
Aankh khuli
to dil chaaha
phir neend mujhe aa jaaye
Bin dekhe
yeh haal hua
dekhoon to kya ho jaaye
Bholi si surat
aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye
aai haai
Ek jhalak dikhlaaye kabhi
Kabhi aanchal
mein chhup jaaye
aai haai
Meri nazar
se tum dekho to
yaar nazar voh aaye
Bholi si surat,
aankhon mein masti
aai haai
La la la la la la la (3)
La la la
oh ho ho
aa ha ha aa aa
Aa aa aa aa aa aa
la la la la la la
Hmm.. saawan ka
pehla baadal
uska kaajal ban jaaye
Mauj uthe
saagar mein jaise
aise kadam uthaaye
Rab ne jaane
kis mitti se
uske ang banaaye
Chham se kaash
kahin se mere
saamne voh aa jaaye
Bholi si surat
aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye
Aai haai
Ek jhalak
dikhlaaye kabhi
Kabhi aanchal
mein chhup jaaye
Aai haai
Meri nazar
se tum dekho to
yaar nazar voh aaye
Bholi si surat
aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye
Aai haai
Aai haai