Karàoke uplôaded by Aãkib Saifi
(Kisi din banungi main raja ki rani)
Zara phir se kehna
(Kisi din banungi main raja ki rani)
Zara phir se kehna
(Badi dilrubaa hai ye sari kahani)
Zara phir se kehna
(Abhi to mile ho abhi tum na jana)
(Ki dil ban gaya hai tumhara deewana)
Ho zara phir se kehna
(Kisi din banungi main raja ki rani)
Zara phir se kehna
? Aakib Saifi ?
Jhuki jhuki nazar teri kamaal kar gayi
Uthi jo ek baar sau sawaal kar gayi
Jhuki jhuki nazar teri kamaal kar gayi
Uthi jo ek baar sau sawaal kar gayi
(Meri javaan dhadkano me teri pyaas thi)
(Laga ye tujhko dekhke teri talaash thi)
Tasveer teri dilabar main dil me utaruga
Uljhe uljhe tere geso ko sawarunga
(Zara phir se kehna)
Kisi din banegi tu raja ki rani
(Zara phir se kehna)
Badi dilruba hai yeh saari kahani
(Zara phir se kehna)
Abhi to mile ho abhi tum na jana
Ke main ban gaya hai tumhara deewana
(Zara phir se kehna)
(Kisi din banoongi main Raja ki Rani)
Zara phir se Kehna
? Aakib Saifi ?
(Tu phool hai chaman ka main kali bahaar ki)
(Mere labon pe likh de dastan pyaar ki)
(Tu phool hai chaman ka main kali bahaar ki)
(Mere labon pe likh de dastan pyaar ki)
Tu ishq ki jubaan husn ka bayaan hai
Tu jaan nashin jaan-e-jaan tu meri jaan hai
(Tareef na kar itni main hosh ganvaa baithoon)
(Aisa na ho chahat mein duniya ko bhula baithoon)
Zara phir se Kehna..
(Kisi din baanoongi main raaja ki Rani)
Zara phir se Kehna..
Badi dilrubaa hai ye sari kahani
(Zara phir se kehna)
(Abhi to mile ho abhi tum na jana)
(Ki dil ban gaya hai tumhara deewana)
Ho zara phir se kehna
Kisi din banegi tu raja ki rani
(Zara phir se kehna)
(Badi dilrubaa hai ye sari kahani)
Zara phir se kehna
Hmm...Lalala...laa...laa
(Zara phir se kehna)
(Hmm...Lalala...laa...laa)
Zara phir se Kehna
? Aakib Saifi ?