Bigyan Rai ongmen
Rock On!
Pichle Saat Dino Mein
meri laundry ka ek bill
ik aadhi padhi novel
nana na na na nana na na na
ek ladki ka phone number
mere kaam ka ek paper
nana na na ba nana na na na
mere, taash se heart ka king
mera, ik chaandi ka ring
pichhle saat dinon mein maine khoya
kabhi khud pe hansa main,
aur
kabhi khud pe roya
nana na na na nana na na na 2
present mili ek ghadi
pyaari thi mujhe badi
nana na na na nana na na na
mary jaine ka ek pckt
meri denim ki jacket
nana na na na nana na na na
do one day match ke passes
mere naye naye sunglasses
pichhle saat dinon mein maine khoya
kabhi khud pe hansa main,
aur
kabhi khud pe roya
Instrumental
kaise, bhoolun, saatva jo din aaya
kisi ne, tumse, ik party mein milwaaya
kaisa, pal tha, jis pal maine
tumko pehli baar dekha tha
hum jo mile pehli baar
maine jaanaa kya hai pyaar
maine hosh bhi khoya dil bhi khoya
kabhi khud pe hansa main,
aur
kabhi khud pe roya
nana na na na nana na na na 2
maine pichhle saat dino mein
ye sab hai, khoya
Bigyan Rai ongmen