Khayaalon mein kisi ke
Iss tarah aaya nahin karte
Kisi ko bewafaaa
Ke tadpaaya nahin karte
Khayaalon mein kisi ke
Iss tarah aaya nahin karte
Kisi ko bewafaaa
Ke tadpaaya nahin karte
Dilon ko raund kar dil
Apna behlaaya nahin karte
Jo thukraaye gayen hon unn
Ko thukraaya nahin karte
Dilon ko raund kar
Hansi phoolon ki do din
Chaandani bhi chaar din ki hai
Chaandani chaar din ki hai
Hansi phoolon ki do din
Chaandani bhi chaar din ki hai
Chaandani chaar din ki hai
Mili ho chaand si soorat
To itraaya nahin karte
Kisi ko bewafaaa
Ke tadpaaya nahin karte
Khayaalon mein kisi ke
Jinhen mitna ho wo mitne se
Darr jaaya nahin karte
Wo darr jaaya nahin karte
Jinhen mitna ho wo mitne se
Darr jaaya nahin karte
Wo darr jaaya nahin karte
Muhabbat karne waale
Ghum se ghabraaya nahin karte
Kisi ko bewafaaa
Ke tadpaaya nahin karte
Khayaalon mein kisi ke
Muhabbat kaa sabak sikho
Ye jaa kar jalne waalon se
Ye jaa kar jalne waalon se
Muhabbat kaa sabak sikho
Ye jaa kar jalne waalon se
Ye jaa kar jalne waalon se
Ke dil ki baat bhi lab
Tak kabhi laaya nahin karte
Jo thukraaye gayen hon unn
Ko thukraaya nahin karte
Khayaalon mein kisi ke
Iss tarah aaya nahin karte
Kisi ko bewafaaa
Ke tadpaaya nahin karte
Khayaalon mein kisi ke