
Piya Aiso Jiya Mein
piyaa aiso
jiyaa mein
samaai gayo re
ke main tan mann
ki sud bud
gawaan baithi
piyaa aiso
jiyaa mein
samaai gayo re
ke main tan mann
ki sud bud
gawaan baithi
har aahat pe samajhi
wo aay gayo re
har aahat pe samajhi
wo aay gayo re
jhat ghoonghat mein
mukhdaa chhupaa
baithi
piyaa aiso
jiyaa mein
samaai gayo re
morre angnaa
mein jab
poorwayain chali
more dwaare
ki khul
gayin kiwadiyaan
morre angnaa
mein jab
poorwayain chali
more dwaare
ki khul
gayin kiwadiyaan
o dayya dwaare
ki khul
gayin kiwadiyaan
maine jaanaa
ke aa gaye
saanwriyaa morre
maine jaanaa
ki aa gaye
saanwriyaa morre
jhat phoolan ki
sajiyaa pe
jaa baithi
piyaa aiso
jiyaa mein
samaai gayo re
ke main tan mann
ki sud bud
gawaan baithi
piyaa aiso
jiyaa mein
samaai gayo re
maine sindoor se
maang apni bhari
roop saiyaan ke
kaaran sajaayaa
maine sindoor se
maang apni bhari
roop saiyaan ke
kaaran sajaayaa
o maine saiyaan ke
kaaran sajaayaa
iss darr se kisi ki
nazar na lage
is dar se kisi ki
nazar na lage
jhat nainan mein
kajraa lagaa baithi
piyaa aiso
jiyaa mein
samaai gayo re
ke main tan mann
ki sud bud
gawaan baithi
har aahat pe samajhi
wo aay gayo re
har aahat pe samajhi
wo aay gayo re
jhat ghoonghat mein
mukhadaa chhupaa
baithi
piyaa aiso
jiyaa mein
samaai gayo re
ke main tan mann
ki sud bud
gawaa baithi
piyaa aiso
jiyaa mein
samaai gayo re