
Waqt Ne Kiya Kya
Waqt ne kiya
Kya haseen sitam
Tum rahe na tum
Hum rahe na hum
Waqt ne kiya
Kya haseen sitam
Tum rahe na tum
Hum rahe na hum
Waqt ne kiya
Beqaraar dil
Iss tarha mille
Jis tarha kabhi
Hum juda na thei
Beqaraar dil
Iss tarha mille
Jis tarha kabhi
Haan juda na thei
Tum bhi kho gaye
Hum bhi kho gaye
Ek raah par
Chal ke do kadam
Waqt ne kiya
Kya haseen sitam
Tum rahe na tum
Hum rahe na hum
Waqt ne kiya
Jaayenge kahan
Soojhta nahin
Chal pade magar
Raasta nahin
Jaayenge kahan
Soojhta nahin
Chal pade magar
Raasta nahin
Kya talaash hai
Kuchh pata nahin
Bun rahe hain dil
Khaab dum ba dum
Waqt ne kiya
Kya haseen sitam
Tum rahe na tum
Hum rahe na hum
Waqt ne kiya
Kya haseen sitam
Tum rahe na tum
Hum rahe na hum
Waqt ne kiya
Waqt Ne Kiya Kya par Geeta Dutt - Paroles et Couvertures