Zindagi, Hai kitni haseen
Hai phir bhi kahin Ajab tanhayi
Kesi ye veeraniyan
Chupke se Ye mujhse kahe
Agan dil ki Sulagjane de
Kesi ye veeraniyan
Tu hi hai sukoon mera
Tu hi hai kayaam ve
Ghar jo savaar de tu
Barse ga aab ve
Kabhi tu daraar dil ki
Paaye gi darya hoo
Jise dhundta sadiyon se
Kare intezar. hoooo....
Zindagi, Hai kitni haseen
Hai phir bhi kahin Ajab tanhayi
Kesi ye veeraniyan
Chupke se Ye mujhse kahe
Agan dil ki Sulagjane de
Kesi ye veeraniyan
Kehdoon mein
Ye bin kahi baatein yoon
Sunle na
Ye dil ki sada
Aansoo Jaane
Bolte phir kia
Gham, koi batlade na
Zindagi, Hai kitni haseen
Hai phir bhi kahin Ajab tanhayi
Kesi yе veeraniyan
Chupke se Ye mujhsе kahe
Agan dil ki Sulagjane de
Kesi ye veeraniyan
Kabhi aag mien bhi barse
Sardiyon se mehke pal
Kabhi baarishon mein bhi ho
Aatishon mein jalta mun
Mera bekaraar dil ye
Dhoondta darbaar
Tere dar ke raaste mein
Ho gaya tanhaaa. ooooo
Zindagi Hai kitni haseen
Hai phir bhi kahin Ajab tanhayi
Kesi ye veeraniyan
Chupke se Ye mujhse kahe
Agan dil ki Sulagjane de
Kesi ye veeraniyan