Bekarar karke humein yun na jaaiye
Aapko humaari kasam laut aaiye
Bekarar karke humein yun na jaaiye
Aapko humaari kasam laut aaiye
Dekhiye woh kaali kaali badaliyan
Zulf ki ghata chura na le kahin
Chori chori aake shokh bijliyan
Aapki ada chura na le kahin
Yoon kadam akele na aage badhaaiye
Aapko humaari kasam laut aaiye
Bekarar karke humein yun na jaaiye
Aapko humaari kasam laut aaiye