na ye chaand hoga
na taare rahenge
magar hum hamesha
tumhaare rahenge
na ye chaand hoga
na taare rahenge
magar hum hamesha
tumhaare rahenge
na ye chaand hoga
bichhad kar chale jaayen tumse kahin
to ye na samajhna mohabbat nahin
jahan bhi rahein hum tumhaare rahenge
na ye chaand hoga
na taare rahenge
magar hum hamesha
tumhaare rahenge
na ye chaand hoga
zamaana agar kuchh kahe bhi to kya
magar tum na kehna humein bewafaa
tumhaare liye hain tumhaare rahenge
na ye chaand hoga
na taare rahenge
magar hum hamesha
tumhaare rahenge
na ye chaand hoga
ye hoga sitam humne pehle na jaana
banaa bhi na tha jal gaya aashiyaanaa
kahan ab mohabbat ke maare rahenge
na ye chaand hoga
na taare rahenge
magar hum hamesha
tumhaare rahenge
na ye chaand hoga
na taare rahenge
magar hum hamesha
tumhaare rahenge
na ye chaand hoga