Kaun disa mein leke
Chala re batuhiya
Kaun disa mein leke
Chala re batuhiya
Kaun, disa mein leke
Chala re batuhiya
Hey thehar thehar
Yeh suhaani si dagar
Jara dekhan deee, dekhan deee
Mann bharmaaye,
Naina bhaandhe yeh dagariya
Mann bharmaaye,
Naina bhaandhe yeh dagariya
Kahin gaye jo thehar,
Din jaayega gujar
Gaadi haa.kan de e
Haa.kan deee
Kaun disa mein
Leke chala re batuhiya,
Kaun disa mein
Pehli baar,
Hum nikale hai ghar se
Kisi anjaane ke sang, ho..
Anjaane se, pehchaan badhegi toh
Mehak uthega tora ang, ho..
Mehak se tu kahin, behak na jaana
Mehak se tu kahin, behak na jaana
Na karna mohe, tang ho o o...
Tang karne ka,
Tose naata hai gujariya
Tang karne ka,
Tose naata hai gujariya
Hey thehar thehar
Yeh suhaani si dagar
Jara dekhan deee, dekhan deee
Kaun disa mein leke chala re batuhiya,
Kaun disa mein