menu-iconlogo
logo

Aashiq Banaya Aapne

logo
Paroles
O.. O....

Aashiq banaya, aashiq banaya

Aashiq banaya aapne

Aashiq banaya, aashiq banaya

Aashiq banaya aapne..

Tere bin sooni sooni hain baahein

Teri bin pyasi pyasi nigahein

Tere bin, bin asar meri aahein

Tere bin

Tere bin sooni sooni hain baahein

Teri bin pyasi pyasi nigahein

Tere bin, bin asar meri aahein

Tere bin..

Aashiq banaya, aashiq banaya

Aashiq banaya aapne

Aashiq banaya, aashiq banaya

Aashiq banaya aapne..

Tere bin lamha lamha sataaye

Tere bin be qaraari jalaaye

Tere bin chain mujhko na aaye

Tere bin..

Tere bin lamha lamha sataaye

Tere bin be qaraari jalaaye

Tere bin chain mujhko na aaye

Tere bin..

Meri nigaahon mein

tera chehra ravaan hai

Gehre hain armaan jaan e jaan

pagal sama hai...

Meri nigaahon mein

tera chehra ravaan hai

Gehre hain armaan jaan e jaan

pagal sama hai...

O..

Apni daayare se main

to chhootne lagi hoon

Tere baazuon mein aake tootne lagi hoon

Apni daayare se main to

chhootne lagi hoon..

Tere baazuon mein aake tootne lagi hoon

Tere bin jeena nahi hain ganwaara

Tere bin dil ka nahi hain guzaara

Tere bin kaun apna sahara

Tere bin

O...

Aashiq banaya, aashiq banaya

Aashiq banaya aapne

O...

Bechainiyon ka, faaslon ka silsila hai

Dard e jigar ka yeh sabab humko mila hai

Bechainiyon ka, faaslon ka silsila hai

Dard e jigar ka yeh

sabab humko mila hai..

Betabiyon ne humko choor kar diya hai

Pass aane pe majboor kar diya hai

Betabiyon ne humko choor kar diya hai

Pass aane pe majboor kar diya hai

Tere bin raat kat.ti nahi hai

Tere bin pyaas mit.ti nahi hai

Tere bin doori ghat.ti nahi hai

Tere bin...

Aashiq banaya, aashiq banaya

Aashiq banaya aapne

Aashiq banaya, aashiq banaya

Aashiq banaya aapne...

Tere bin sooni sooni hain baahein

Teri bin pyasi pyasi nigahein

Tere bin, bin asar meri aahein

Tere bin..

Tere bin lamha lamha sataaye

Tere bin be qaraari jalaaye

Tere bin chain mujhko na aaye

Tere bin..

Tere bin.. tere bin.. tere bin..

Aashiq Banaya Aapne par Himesh Reshamiya/Shreya Ghoshal - Paroles et Couvertures