Keh rahi hain nazdeekiyaan
Faasle ab bhi hain darmiyan
Faasle ab bhi hain darmiyan
Faasle ab bhi hain darmiyaan
Keh rahi hain nazdeekiyan
Faasle hai ab bhi hain darmiyan
Faasle ab bhi hain darmiyan
Faasle ab bhi hain darmiyan
Pecheeda pecheeda
Dil ki ye galiyaan
Pecheeda pecheeda
Dil ki ye galiyaan
Keh rahi hain nazdeekiyaan
Faasle ab bhi hain darmiyan
Faasle ab bhi hain darmiyan
Pecheeda pecheeda
Dil ki ye galiyaan
Pecheeda pecheeda
Dil ki ye galiyaan
Kya cheez mohabbat hai
Koi jaane na
Hai iss uljhan me saara yeh jag
Koi na samjha hai
Na samjhega
Kayda iss dil ki duniya ka alag
Aafat me saansein aafat me dhadkan
Aafat me dil ki sarzameen
Jo bhi chadhega yeh ishq parbat
Barbaad hona lazmi
Pechida pechida
Dil ki yeh galiyaan
Pechida pechida
Dil ki yeh galiyaan
Keh rahi hai nazdeekiyaan
Faasle ab bhi hain darmiyaan
Faasle ab bhi hain darmiyaan
Kyun chaand sitaaron me
Hai waabasta
Har ek prem kahani ka falsafa
Aasaan hai kyun itni
Yeh aashiqui
Kyun itni mushkil nibhani wafa
Darr hai aankhon me
Phir bhi kyun jaane
Bebaak hai dil bewajah
Saaf hokar bhi
Tasveer dhundhli
Aaye nazar kyun har jagah
Pechida pechida
Dil ki yeh galiyaan
Pechida pechida
Dil ki yeh galiyaan
Keh rahi hai nazdeekiyaan
Faasle ab bhi hain darmiyaan
Faasle ab bhi hain darmiyaan
Pechida pechida
Dil ki yeh galiyaan
Pechida pechida
Dil ki yeh galiyaan