Aap ki kashish sar farosh hai
Aap ka nasha yun madhosh hai
Kya kahe tum se jaane ja
Gum hua hosh hai
Gum hua hosh hai
Aap ki kashish sar farosh hai
Aap ka nasha yun madhosh hai
Kya kahe tum se jaane ja
Gum hua hosh hai
Gum hua hosh hai
Aap ki kashish sar farosh hai
Teri adaaon ka
Jaadu jo chal gaya
Deewana main hua
Dil machal gaya
Halka dhuan utha
Mausam badal gaya
Roshan hua sama
Parwaana jal gaya
Jaagi re jaagi main jaagi soyi
Teri hi yaadon mein main khoyi
Ab mera jahaan
Teri aaghosh hai
Aap ka nasha yun madhosh hai
Kya kahe tum se jaane ja
Gum hua hosh hai
Gum hua hosh hai
Duba rahu sada tere khayalo mein
Uljha rahu sada tere sawalo mein
Tere bina kahin ab na karaar hai
Jaaneman tujhpe to jaan bhi nisaar hai
Jaana ye jaana ye maine jaana
Tu mera tu mera deewana
Na meri khata na mera dosh hai
Aap ka nasha yun madhosh hai
Kya kahe tum se jaane ja
Gum hua hosh hai
Gum hua hosh hai
Aap ki kashish sar farosh hai
Aap ka nasha yun madhosh hai
Kya kahe tum se jaane ja
Gum hua hosh hai
Gum hua hosh hai