aapki kashish sarfarosh hai
aapka nasha yu madhosh hai
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hai
gum hua hosh hai
aapki kashish sarfarosh hai
aapka nasha yu madhosh hai
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hai
gum hua hosh hai
aapki kashish sarfarosh hai
teri adaaon ka
jaadu joh chal gaya
deewana main hua
dil machal gaya
halka dhuan utha
mausam badal gaya
roshan hua sama
parwaana jal gaya
jaagi re jaagi re main soyi
teri hi yaadon mein khoyi
ab mera jahaan
teri aaghosh hai
aapka nasha yu madhosh hai
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hai
gum hua hosh hai