Mere sona re
Sona re
Sona re
Dedunga jaan juda mat hona re
Maine tujhe jara der me jana
Hua kasur khafa mat hona re
O mere sona re
Sona re
Sona
O phir humse na uljhana
Nahi lat uljhan me padh jayegi
O pachatungi kuch aise
Ye sarkhi labo ki utar jayegi
Ye saja tum bhul na jana
Pyaar ko tokar mat lagana
Ki chala jaunga
Phir me jaane kaha
O mere sona re
Sona re
Sona
O haseena zulfowali jaane jahan
Dhoonti hai kafir aankhen kiska nishaan
O haseena zulfowali jaane jahan
Dhoonti hai kafir aankhen kiska nishaan
Mehfil mehfil aye shamaa firti hon kaha
Mehfil mehfil aye shamaa firti hon kaha
Wo anjaani dhoondta hu
Woh dewaani dhoondta hu
Jalakar jo chup gaye hai
Woh parwaani dhoondta hu
Are are garam hain tej hain yeh nigahe meri
Kaam aajayengi sard aahen meri
Tum kisi raah mein toh milogi kahin
Ishq hoon mein kaheen theharta hi nahi
Mein bhi hoon galiyo ki parchaai
Kabhi yaha kabhi waha
Sham hi se kuch ho jaata hain
Meri bhi jadoo jawaan
O haseena zulfowali jaane jahan
Dhoonti hai kafir aankhen kiska nishaan
O haseena zulfowali jaane jahan
Dhoonti hai kafir aankhen kiska nishaan
Mehfil mehfil aye shamaa firti hon kaha
Mehfil mehfil aye shamaa firti hon kaha