Saaya main saaya
Ki tarah jiyunga
Teri tasveeron mein
Main dikhunga main milunga
Saaya main saaya
Ki tarah jiyunga
Teri tasveeron mein
Main dikhunga main milunga
Saaya saaya
Tapti dhoop mein saath main dunga
Raste mein tera farsh banunga
Chand na dikhe to na ghabrana
Andheri raahon mein tere gale lagunga
Mai hoon saaya
Saaya phir kyun
Main lagun tujhse paraaya
Saaya main saaya
Ki tarah jiyunga
Teri tasveeron mein
Main dikhunga main milunga
Mera koi chehra hi nahin hai
Pehchaan tu hi meri
Dikhta to hai tujh sa hi
Tu hi meri kaaya
Girna to mujh pe hi hai
Uth ne ka saahas bhi main
Na karz mere koi
Na rang chahun koi
Saathi mile to aisa koi
Saaya saaya
Teri tasveeron mein
Main dikhunga main milunga
Saaya saaya