Tujh se door hoon main bhi majboor
Dil ko sataaye teri ankhiyon ka noor
Baat ye sacchi aaj tujhko bataaun
Mujhe samajh ni aata kaise dooriyaan mitaaun
Bas tere liye main ye geet likhte jaaun
Din raat hi main inhein gungunaaun
Phone mein photo dekhu teri baari baari
Jee karda main aa jawaan maar ke udaari
O Bawariya, O Bawariya
Main kitna tanha tanha lonely lonely tere bin
O Bawariya
Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein tadpe jiya
O Baanwariya, O Bawariya
Main kitna tanha tanha lonely lonely tere bin
O Bawariya
Saanso mein aankhon mein neendon mein
O Bawariya
Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein tadpe jiya
O Bawariya, O Baanwariya
Main kitna tanha tanha lonely lonely tere bin
O Bawariya
Tujh se door hoon main bhi majboor
Dil ko sataaye teri ankhiyon ka noor aah
Baat ye sacchi aaj tujhko bataaun
Mujhe samajh ni aata kaise dooriyaan mitaaun
Bas tere liye main ye geet likhte jaaun
Din raat hi main inhein gungunaaun
Phone mein photo dekhu teri baari baari
Jee karda main aa jawaan maar ke udaari
Jitna main bhoolna chaahun
Teri yaadein na dil se jaati hai
Koi na koi connection hai jo meri neendon
Teri yaad saath hai
Teri yaad saath hai
Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein tadpe jiya