menu-iconlogo
logo

Agar Hum Kahen Aur Woh Muskura Den

logo
Paroles
Agar hum kahen aur

Woh muskura den

Agar hum kahen aur

Woh muskura den

Hum unke liye zindgani luta den

Har ik mod par hum

Ghumon ko sazaa den

Har ik mod par hum

Ghumon ko sazaa den

Chalo zindagi ko mohabbat bana den

Har ik mod par hum

Ghumon ko sazaa den

Agar khud ko bhule to

Kuchh bhi na bhule

Agar khud ko bhule to

Kuchh bhi na bhule

Ke chaahat mein unki

Khuda ko bhula den

Agar hum kahen aur

Woh muskura den

Kabhi ghum ki aandhi

Jinhe chhu na paaye

Kabhi ghum ki aandhi

Jinhe chhu na paaye

Wafaaon ke hum

Wo nashe man bana den

Har ik mod par hum

Ghumon ko sazaa den

Qayamat ke deewaane

Kehte hain hum se

Qayamat ke deewaane

Kehte hain hum se

Chalo unke chehre se parda hata den

Agar hum kahen aur

Woh muskura den

Sazaa den silaa den

Banaa den mitaa den

Sazaa den silaa den

Banaa den mitaa den

Magar wo koi fiaslaa to suna den

Har ik mod par hum

Ghumon ko sazaa den

Chalo zindagi ko mohabbat bana den

Agar hum kahen aur

Woh muskura den

Hum unke liye zindgani luta den

Chalo zindagi ko mohabbat bana den

Agar hum kahen aur

Woh muskura den

Chalo zindagi ko mohabbat bana den

Agar hum kahen aur

Woh muskura den

Agar Hum Kahen Aur Woh Muskura Den par Jagjit Singh/Meghdol - Paroles et Couvertures