menu-iconlogo
logo

Taras

logo
Paroles
Tujhko jahan pe apna

Dil ye diya tha maine

Haayee Ohh Tujhko jahan pe apna

Dil yeh diya tha maine

Tujhko jahan pe apna

Dil ye diya tha maine

Dil todne uss jagah

Par hi bulaya mujhko

Taras nahi aaya tujhko

Taras ni aaya tujhko

Khud karz ishq ye tera

Samajh nahi aaya mujhko

Taras nahi aaya tujhko

Taras ni aaya tujhko

Khud garj ishq ye tera

Samajh nahi aaya mujhko

Firte the baron maasi

Tere hi peeche peeche

Hum to hatheli par ye il nikaal Karke

Tere kaleje ko bhi

Thandak padi to hogi

Sar se kadam tak mera istemaal Karke

Kagaz pe jaise kuch bhi

Likh ke mita de Koi

Kagaz pe jaise kuch bhi

Likh ke mita de Koi

Soche bina vaise hi

Tune mitaya mujhko

Taras nahi aaya tujhko

Taras ni aaya tujhko

Khud karz ishq ye tera

Samajh nahi aaya mujhko

Taras nahi aaya tujhko

Taras ni aaya tujhko

Khud garj ishq ye tera

Samajh nahi aaya mujhko

Ho aafreen dam aafreen dam

Dam dama dam Aafari Dam

Ishq pehli Saans bhi Aur

Ishq hi hai Aakhri dam

Ho aafreen dam aafreen dam

Dam dama dam Aafari Dam

Ishq pehli Saans bhi Aur

Ishq hi hai Aakhri dam