Teri baahon mein mili
Aisi rahat si mujhe
Ho gayi jaane jahaan
Teri aadat si mujhe
Dekhun main jab tujhko toh
Tab mera din yeh dhale
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayein toh
Jaayein kahaan
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayein toh
Jaayein kahaan
Dard ka aalam hai har dum
Tere bin o mere hum dum
Aankhon mein
Dikhti hai maausiyan
Jahaan bhi jaaun tere bin
Badi mushkil se guzre din
Chubti hai dil ko
Teri khamoshiyan
Raaz gehra jo hai tera
Darr hai kaisa
Tu hai meraaa
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayein toh
Jaayein kahaan
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayein toh
Jaayein kahaan
Dhul gaye dil ke saare ghum
Kushi se aankhein
Hai yeh namm
Zindagi mein tu meri
Jab se aa gaya
Dil ka armaan bana hai tu
Meri pehchaan bana hai tu
Saanson mein rooh
Bann ke tu sama gaya
Jaan bhi teri dil bhi tera
Tujhse hai mera sawera oo
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayein toh
Jaayein kahaan
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayein toh
Jaayein kahaan