Tu hi haqeeaqat
Khawwb tu
Dariya tu hi
Pyaas tu
Tu hi dil ke beqarari
Tu sukun Tu sukun
Jau mein ab jab
Jis jagah
Pau mein tujhko
Us jagah
Saath ho ke
na hoon Tu hai
roobaru Roobaru
Tu Humsafar
Tu Humkadam
Tu Hamnava Mera
Tu Humsafar
Tu Humkadam
Tu Hamnava Mera
Aa tujhe in bahon mein bharke
Aur bhi kar loon main kareeb
Tu juda ho to lage hai
Aata jata har pal ajeeb
Is jahan hai aur na hoga
Mujhsa koi bhi kushnaseeb
Tune mujhko dil diya hai
Mein hoon tere sabse kareeb
Mein hi to tere dil main hoon
Mein hi to saason mein basu
Tere dil ki dhadkano mein
Mein hi hoon Mein hi hoon
Tu Humsafar
Tu Humkadam
Tu Hamnava Mera
Tu Humsafar
Tu Humkadam
Tu Hamnava Mera