aanan faanan
hua kya se kya
main jaan e mann
hua kya se kya
dhadka dhadka dhadka sa dil
kehta hai ye fasaana
tadpa tadpa tadpa sa dil
chaahe tere paas aana
aanan faanan
hua kya se kya
main jaan e mann
hua kya se kya
aanan faanan
hua kya se kya
o o o main jaan e mann
hua kya se kya
dhadka dhadka dhadka sa dil
kehta hai ye fasaana
tadpa tadpa tadpa sa dil
chaahe tere paas aana
aanan faanan
hua kya se kya
ye jaan e mann
hua kya se kya
dhadka dhadka dhadka sa dil
kehta hai ye fasaana
tadpa tadpa tadpa sa dil
chaahe tere paas aana
aanan faanan
hua kya se kya
teri muhabbat hi
meri parastish hai
meri tu ho jaaye
meri ye koshish hai
sun le meri tamanna
keh meri hi banana
aye meri neelam pari
dekh meri ye baahein
dekh le ye nigaahein
hain kitni pyaar bhari
dhadka dhadka dhadka sa dil
kehta hai ye fasaana
tadpa tadpa tadpa sa dil
chaahe tere paas aana
aanan faanan
hua kya se kya
dil jise dhoondhe hain
tu wahi dil kash hai
dil jise maange hai
tu wahi mehmash hai
tujhko ik din hai pana
dil ka ye hai bahaana
har subah har shaam hai
tujhko hi yaad karna
teri ye baat karna
tera yahi kaam hai
dhadka dhadka dhadka sa dil
kehta hai ye fasaana
tadpa tadpa tadpa sa dil
chaahe tere paas aana hoo
aanan faanan
hua kya se kya
main jaan e mann
hua kya se kya
dhadka dhadka dhadka sa dil
kehta hai ye fasaana
tadpa tadpa tadpa sa dil
chaahe tere paas aana
aanan faanan
hua kya se kya
main jaan e mann
hua kya se kya