menu-iconlogo
logo

Annan Faanan

logo
Paroles
Annan Faanan hua kya se kya

Mein jaanemaan hua kya se kya

Dhadka dhadka dhadka sa dil

Kheta hai yeh fasana

Tadpa tadpa tadpa sa dil

Chahe tere pass aana

Annan Faanan hua kya se kya

Mein jaanemaan hua kya se kya

Annan Faanan hua kya se kya

Mein jaanemaan hua kya se kya

Dhadka dhadka dhadka sa dil

Kheta hai yeh fasana

Tadpa tadpa tadpa sa dil

Chahe tere pass aana

Annan Faanan hua kya se kya

Yeh jaanemaan hua kya se kya

Dhadka dhadka dhadka sa dil

Kheta hai yeh fasana

Tadpa tadpa tadpa sa dil

Chahe tere pass aana

Annan Faanan hua kya se kya

Teri mohabbat hi

Meri parastish hai

Meri tu ho jaaye

Meri yeh koshish hai

Sun le meri tamana

Tumhe meri hi baana

Aye meri neelam pari

Dekh meri yeh baahen

Dekh le yeh nigaahen

Hai kitni pyaar bhari

Dhadka dhadka dhadka sa dil

Kheta hai yeh fasana

Tadpa tadpa tadpa sa dil

Chahe tere pass aana

Annan Faanan hua kya se kya

Dil Jise dhoondhe hai

Tu wohi dilkash hai

Dil jise maange hai

Tu wohi Mehmash hai

Tujko ek din hai pana

Dil ka yeh hai tarana

Har subah har shaam hai

Tujko hi yaaad karna

Teri hi baat karna

Mera yehi kaam hai

Dhadka dhadka dhadka sa dil

Kheta hai yeh fasana

Tadpa tadpa tadpa sa dil

Chahe tere pass aana

Annan Faanan hua kya se kya

Mein jaanemaan hua kya se kya

Dhadka dhadka dhadka sa dil

Kheta hai yeh fasana

Tadpa tadpa tadpa sa dil

Chahe tere pass aana

Annan Faanan par Jayesh Gandhi - Paroles et Couvertures