menu-iconlogo
logo

Barbaad

logo
Paroles
Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon

Kamzor ho jaata hoon main

Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon

Aawara ban jaata hoon main

Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon

Kamzor ho jaata hoon main

Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon

Aawara ban jaata hoon main

Tujhe chu lu to kuch mujhe ho jaayega

Jo main chahta na ho mujhko

Tujhe mil ke ye dil mera beh jaayega

Isi baat ka darr hai mujhko

Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe

Kar dega barbaad ishq mujhe

Ho na jaaye pyaar tumse mujhe

Behad-beshumaar tumse, tumse

Aa-aa-aa-aa, ho-ho, ho-ho (Tumse mujhe)

Aa-aa-aa-aa, ho-ho, ho-ho

Teri nazdikiyon mein kaisa khumaar hai

Tеri qurbat se mera dil kyun beqaraar hai?

Kyun yеh mit ti nahin hai, kaisi yeh pyaas hai?

Jitna main door jaaun, utni hi tu paas hai

Tujhe keh doon ya rehne doon raaz mere

Sab kuch keh doon kya tujhko?

Tu mujhko chhod jaayegi ya aayegi paas mere

Isi baat ka darr hai mujhko

Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe

Kar dega barbaad ishq mujhe

Ho na jaaye pyaar tumse mujhe

Behad-beshumaar tumse, tumse

Aa-aa-aa-aa (Ishq mujhe)

Ho-ho, ho-ho (Ishq mujhe)

In gamon ko khatam kar rahe ho tum (Haan, haan)

In gamon ko khatam kar rahe ho tum

Zakhmon ka marham ban rahe ho tum

Mehsoos mujhe aisa kyun ho raha

Ke meri duniya ban rahe ho tum, ban rahe ho tum

Tere bin kya ye dil ab dhadak paayega

Puchhta hoon main ye khud ko

Tere aane se dard chala jaayega

Isi baat ka dare hai mujhko

Ke ho na jaaye pyaar

Ke ho na jaaye pyaar

Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe

Kar dega barbaad ishq mujhe

Ho na jaaye pyaar tumse mujhe (Ho)

Behad-beshumaar (Beshumaar) tumse, tumse

Ishq mujhe

Ishq mujhe

Barbaad mujhe

Ishq mujhe