menu-iconlogo
logo

Jab Deep Jale Aana

logo
Paroles
Aa aa aa aa..........

Aa aa aa aa..........

Aa aa aa aa aa.......

Jab deep jale aana,

jab shaam dhhale aana

Jab deep jale aana,

jab shaam dhhale aana

Sanket milan ka bhool najaana

mera pyaar na bisraana

Jab deep jale aana

jab shaam dhhale aana

Main palkan dagar buhaarunga

Teri raah nihaarunga

Main palkan dagar buhaarunga

Teri raah nihaarunga

Meri preet ka kaajal tumapne

nayno me male aana

Jab deep jale aana

jab shaam dhhale aana

Jahaan peheli baar mile the ham

Jis jagaah se sang chale the ham

Jahaan peheli baar mile the ham

Jis jagaah se sang chale the ham

Nadiya ke kinaare aaj ussi

Amwa ke tale aana

Jab deep jale aana…

jab shaam dhhale aana

Ni Re Ga, Re Ga, Ma Ga Re Sa Sa Ni

Pa Pa Ma, Re Ga , Sa Ni Sa Ga Pa Ma Pa

Nit saanjh sawere milte hain

aa aa aaaa...

aa a a a a a

Nit saanjh sawere milte hain

Unhein dekhke taare khilte hain

Nit saanjh sawere milte hain

Unhein dekhke taare khilte hain

Lete hain vida ek dujese

kehte hain chale aana

Jab deep jale aana

jab shaam dhhale aana

Jab Deep Jale Aana par K. J. Yesudas/Hemlata - Paroles et Couvertures