Haye rama yeh kya hua kyun
Tum itni pyaari ho samne
Jao humko to aati sharm hai
Teri aisi adaa pe to fida hum hain
Haye rama yeh kya hua
Kyun aise humein satane lage
Tum itni pyaari ho samne
Hum kaabu mein kaise rahein
Jao humko to aati sharm hai
Teri aisi adaa pe to fida hum hain
Tauba meri tauba yeh bhi kya sitam hai
Aisi zid karne lage
Jaane tumne kya kya socha aage aage
Hum to ab darne lage
Arre socha hai yeh ke raat aur din
Tujhe pyaar karenge hum
Darte ho kyun ho jaaneman
Mere pyaar se
Haye rama yeh kya hua
Kyun aise humein satane lage
Tum itni pyaari ho samne
Hum kaabu mein kaise rahein
Jao humko to aati sharm hai
Teri aisi adaa pe to fida hum hain