Kahani suno haan zubani suno
Mujhe pyar huwa tha ikraar huwa tha
Kahani suno haan zubani suno
Mujhe pyar huwa tha ikraar huwa tha
Mujhe pyar huwa tha ikraar huwa tha
***Music***
Deewana huwa mastana huwa
Teri chaahat mein kitna fasana huwa
Tere aane ki khushboo, tere jane ka manzar
Tujhe milna padega, ab zamana huwa
Sadaiyein suno haan jafayein suno
Mujhe pyar huwa tha ikraar huwa tha
Mujhe pyar huwa tha ikraar huwa tha
Hai tamanna humein tumhe dulhan banayein
Tere hathon pe mehendi apne naam ki sajaiyein
Teri lele balayein, tere sadqe utaare
Hai tamanna humein tumhe apna banayein
Nahi mushkil wafa, zara dekho yahan
Teri aankhon mein basta hai mera jahan
Kabhi sun toh zara, jo main keh na saka
Meri duniya tum hi ho, tum hi aasra
Duwaaein suno haan, sazayein suno
Mujhe pyar huwa tha ikraar huwa tha
Kahani suno haan zubani suno
Mujhe pyar huwa tha ikraar huwa tha
Mujhe pyar huwa tha
Pyar huwa tha
Pyar huwa tha
Pyar huwa tha