Preet ki lath mohay aisi laagi
Ho gayi main matwaali
Bal bal jaaun apane piya ko
He main jaaun vaari vaari
Mohay sudh budh naa rahi tann mann ki
Yeh toh jaane duniya saari
Bebas aur laachar phiru main
Haari main dil haari 2
Tere naam se jee loon
Tere naam se marr jaaun 2
Teri jaan ke sadke mein
kuchh aaisa kar jaaun
Tune kya kar dala marr
gayi main mitt gayi main
Ho ji ha ji ho gayi main
Teri deewani deewani 2
Tune kya kar dala marr
gayi main mitt gayi main
Ho ji ha ji ho gayi main
Teri deewani deewani 2
Ishq junoon jab hadh se badh jaaye 2
Haste haste aashiq suli chadh jaaye
Ishq ka jaadu sar chadh kar bole 2
Khoob laga lo pehre raste rab khole
Yahi ishq di marzi hain
Yahi rab di marzi hain
Yahi ishq di marzi hain
Yahi rab di marzi hain
Tere bin jeena kaisa
Haan Khudgarzi hai
Tune kya kar dala marr
gayi main mitt gayi main
Ho ji ha ji ho gayi main
Teri deewani deewani 4
Oh ho oh hoohhhh...
Hey main rang rangeeli deewani
Hey main rang rangeeli deewani
Ke main albeli main mastani
Gaaun bajaaun sabko rijhaaun
Hey main deen dharam se begaani
Hey main deewani main deewani
Tere naam se jee loon
tere naam se marr jaaun 2
Tere jaan ke sadke mein
kuchh aaisa kar jaaun
Tune kya kar dala marr
gayi main mitt gayi main
Ho ri ha ri ho gayi main
Teri deewani deewani
Teri deewani deewani
Teri deewani deewani
Teri deewani deewani...