menu-iconlogo
logo

Khud Ko Kya Samajhti Hai

logo
Paroles
Jahan woh jaayegi, wahin hum jaayenge

Jahan woh jaayegi, wahin hum jaayenge

Khud ko kya samajhti hai itna akadti hai

College mein nayi nayi aayi ek ladki hai

Khud ko kya samajhti hai itna akadti hai

College mein nayi nayi aayi ek ladki hai

Ho yaaron yeh hamein lagti hai sarfiri

Arre aao chakha dein maza

Khud ko kya samajhti hai itna akadti hai

College mein nai nai aayi ek ladki hai

Tauba tauba ..yeh ada,

deewani hai… kya pata

Hey poochho yeh kis baat

pe itna itraati hai

Jaane kiski …bhool hai,

yeh gobhi ka ….phool hai

Billi jaise lagti hai

makeup jab karti hai

Gaalon pe to laali hai

hothon pe gaali hai

Yeh jo nakhre waali hai

ladki hai ya hai bala

Khud ko kya samajhta hai itna akadta hai

College ka naya naya Majnu yeh lagta hai

Humse ho gaya ab iska samna

Aao chakha dein maza

Khud ko kya samajhta hai itna akadta hai

College ka naya naya Majnu yeh lagta hai

Hey .. hey…. Hey

Humko deta…. hai gulab,

neeyat iski ….hai kharab

Ho Sawan ke andhe ko

to hariyali dikhti hai

Kya isako yeh… hosh hai,

yeh dharti par …..bojh hai

Mard hai yeh bas naam

ka aakhir kis kaam ka

Chehra ab kyon laal hai,

badli kyon chaal hai

Arre itna kyon behaal hai

Hum bhi to dekhein zara

Khud ko kya samajhta hai itna akadta hai

College ka naya naya Majnu yeh lagta hai

Hey ….hey …hey

Humse aankhein ….chaar karo

Chhodo jhagda…. pyar karo

Hey yaaron ke hum yaar hain,

ladna bekar hai

ohh Uljhan mein yeh ….pad gaye

Shayad humse …..dar gaye

Daave karte pyar ke dekho yeh haar ke

Pyar ki yeh reet hai haar bhi jeet hai

Sabse badhke preet hai,

lag ja gale dilruba

Khud Ko Kya Samajhti Hai par Kavita Krishnamurthy/Udit Narayan/Abhijeet Bhattacharya/Sapna Mukherjee - Paroles et Couvertures